Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


teri dharohar teri nishaani liye phiron main bani deewaani bhulane wale kabhi to aaja ki teri ganga hai pani pani ki teri ganga hai pani pani ek dukhiyari hhhoooo ek dukhiyari kahe baat yeh rote rote ram teri ganga maili ho gayi paapiyon ke paap dhote dhote hoooo ram teri ganga maili ho gayi paapiyon ke paap dhote dhote dharti par utari thi lekar kitna paawan pani hhoo iss mein nahaye kaami krodhi lobhi khal agyani laayi doodh jaisi dhara gaya swarg se utara iski boondon mein hai jeevan iski lehron mein kinara nadi aur naari hooo nadi aur nari rahe auron ka kalank sar dhote ram teri ganga maili ho gayi paapiyon ke paap dhote dhote ooooo ram teri ganga maili ho gayi paapiyon ke paap dhote dhote aaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa aatma hai ik sachcha heera kaaya hai ek theli oooo heere ko mat jhootha kehna theli dekh ke maili koi tane mat maaro iski aarti uttaro devi keh ke pukaro mann ki aankhon se nihaaro karo rakhvari hoooo karo rakhvari is
ek ek do do teen teen char char ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char chaar baar marenge ek baar ginenge aise nahin chhodenge dant tere todenge are yeeee chaar baar marenge ho ho ho ek baar ginenge ho ho ho aise nahin chhodenge ho ho ho dant tere todenge ho ho are yeee ye ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char are pani puri are bhel puri ari o petis ragda yaad aayengi naani tujhko haath padega tagda are pani puri are bhel puri ari o petis ragda yaad aayegi naani tujhko haath padega tagda are yeeee ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char chaar baar marenge ek baar ginenge aise nahin chhodenge ho ho ho dant tere toden ho ho ho are yeee ye ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char teri surat buri teri seerat buri buri hai niyat teri utni hi kam hogi jitni karen murammat teri teri surat buri teri seerat buri buri hai niyat teri utni hi kam hogi jitni karen murammat teri are
hmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmm hmmmm ek gagan ka raaja ek chaman ki raani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja ek chaman ki raani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek kaa naam chanda ek kaa naam chakori inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja chaandani raaton mein baaton baaton mein chaandani raaton mein bas ye donon samaa gaye ek duje ki aankon mein chaandani raaton meinnnnnn wo bhi paagal premi ye bhi prem deewani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja guzri kuchh raaten ban ke baaraten guzri kuchh raaten door hi door se kiye ishaare kar le jee ki baaten guzri kuchh raatennnnnn mann ke meet ko de di apni neend nishani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja phir wo din aaya sab ne samjhaaya phir wo din aaya dekho dharti gagan nahin milte kyun dhokha khaaya phir wo din aayaaaaa jhoothi aas lagaayi sachchi baat naa maani inn donon ke pyaar ki sunaaun main
tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne ghar ka banaana koi aasaan kaam nahin duniyaan basaana koi aasaan kaam nahin dil mein wafaayein hon to tufaan kinaara hai bijli humare liye pyaar ka ishaara hai tan mann lutaaunga o o o o tere ghar ke saamne o o o duniyaan basaaunga o o tere ghar ke saamne ek ghar banaunga tere ghar ke saamne kehte hai pyaar jise dariyaan hai aag ka ya phir nasha hai koi jeevan ki raag ka dil mein jo pyaar ho to aag bhi phool hai sachchi lagan jo ho to parbat bhi dhool hai taare sajaaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne kaanton bhare hain lekin chahat ke raaste tum kya karoge dekhein ulfat ke waaste ulfat mein taaz chhute yeh bhi tumhein yaad hoga ulfat mein taaz bane yeh bhi tumhein yaad hoga main bhi kuchh banaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar
oo ooo kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda roz roz roz bhor hote hi jab khil jaate kamal door door door moti chugne ko hans gharse jaata nikal roz roz roz bhor hote hi jab khil jaate kamal door door door moti chugne ko hans ghar se jaata nikal sandhya hote eeee sandhya hote ghar ko aata jhoom jhoom ke kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda jab jab jab chhip jaata tha din taare jaate the khil so jaate hil mil ke wo dono jaise lehron ke dil jab jab jab chhip jaata tha din taare jaate the khil so jaate hil mil ke wo dono jaise lehron ke dil chanda hanstaa aaaa chanda hansta donon ke mukh choom choom ke kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar kaun tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda thi unki
ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maaya hai yeh maaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maaya hai yeh maaya hai paaon ke tale kabhi dil padaa mile agar choom kar uthaiye khoob dekh bhaal kar khoob dekh bhaal kar jo koi poochh le to kya raah se uthaaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maaya hai yeh maaya hai chali gayi jo manchali pukarunga gali gali woh leke meri zindagi chali chali udhar chali woh roothi roothi rehti hai bahut bahut manaaya hai woh roothi roothi rehti hai bahut bahut manaaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai ek haseen nigaah ka dil pe saaya hai jadoo hai junoon hai kaisi maaya hai yeh maaya hai hey he hey he he aa aa aa ho ho ho teri neeli aankhon ke bhanwar bade haseen hain doob jaane do mujhe yeh khwabon ki zameen hai yeh khwabon ki zameen hai utha do apni palkon ko
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ek haseen shaam ko dil mera kho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya pahle apna hua karta tha ab kisi ka ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya muddaton se aarzoo thi zindagi mein koi aaye sooni sooni zindagi mein koi shamma jhilmilaye wo jo aaye to roshan zamaana ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya mere dil ke kaarvan ko le chala hai aaj koi shabnami si jiski aankhen thodi jaagi thodi soyi unko dekha to mausam suhaanaa ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya pahle apna hua karta tha ab kisi ka ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya
pehli nazar mein pyaar hua yun laga dil ruk sa gaya sun na saka kuchh keh na saka wo khaab nazar se ojhal hua haan ek haseena deewana kar gayi mujhko o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar uff ye teri jawaani chamka hai jaise moti aati na tu agar jo mehfil jawaan na hoti uff ye teri jawaani chamka hai jaise moti aati na tu agar jo mehfil jawaan na hoti jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar jaaneman thehar haan ek haseena deewana kar gayi mujhko o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan o meri jaane jaana haan haan haan haan sikhaya dil lagaana haan haan haan haan dil mein leke tufaan aayi hoon tujhse milne seene se lag ke tere phoolon ki tarah khilne dil mein leke tufaan aayi hoon tujhse milne seene se lag ke tere phoolon ki tarah khilne
ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile zindagi aur bata tera iraada kya hai ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile mujhko paida kiya sansaar mein do laashon ne mujhko paida kiya sansaar mein do laashon ne aur barbaad kiya kaum ke aiyaashon ne tere daaman mein bataa maut se jyaada kya hai zindagi aur bata zindagi aur bata tera iraada kya hai ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile jo bhi tasveer banaata hoon bigad jaati hai jo bhi tasveer banaata hoon bigad jaati hai dekhte dekhte duniyaa hi ujad jaati hai meri kashti tera toofan se waada kya hai zindagi aur bata zindagi aur bata tera iraada kya hai ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile tune jo dard diya uski kasam khaata hoon tune jo dard diya uski kasam khaata hoon itna jyadaa
ek hi rishta maa ka jag mein baaki rishte jhoote rishte jhoote ek hi rishta maa ka jag mein baaki rishte jhoote rishte jhoote maa ki mamta ladi preet ki maa ki mamta ladi preet ki ye kabhi na toote baaki rishte jhoote rishte jhoote ek hi rishta maa ka jag mein baaki rishte jhoote rishte jhoote maa ki meethi lori sun kar neend mein bachpan khele maa ki meethi lori sun kar neend mein bachpan khele maa ki aankh se amrit barse maa ki aankh se amrit barse maa ka saath na chhoote baaki rishte jhoote rishte jhoote ek hi rishta maa ka jag mein baaki rishte jhoote rishte jhoote maa jhoole ki dor pakad kar maange laakh duayen maa jhoole ki dor pakad kar maange laakh duayen maa se bichhde wo hi abhagaaaa maa se bichhde wo hi abhaaga jiski kismat phoote baaki rishte jhoote rishte jhoote ek hi rishta maa ka jag mein baaki rishte jhoote rishte jhoote
yaariye ek ho gaye hum aur tum to ud gayi neendein re aur khanki paayal masti mein to kangan khanke re humma humma humma humma humma hey humma humma humma humma humma ae pehli baar mile tum pe dam ye nikle tum pe ye jawaani dheere dheere madham machle re humma humma humma humma humma hey humma humma humma humma humma khili chaandni jaisa ye badan janam mila tumko mann me socha tha jaisa roop tera aaya nazar humko sitam khuli khuli ye sanam gori gori ye baahein karti hain yoon humein tumne jab gale lagaaya tab kho hi gaye hum to humma humma humma humma humma hey humma humma humma humma humma ek ho gaye hum aur tum to ud gayi neendein re aur khanki paayal masti mein to kangan khanke re humma humma humma humma humma hey humma humma humma humma humma ae pehli baar mile tum pe dam ye nikle tum pe ye jawaani dheere dheere madham machle re humma hey hey humma khuli zulf mein teri aankhon mein madhosh ho gaye gore gaal pe bheege honth pe yaara fida ho gaye sanam pyaar mein
aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa ek jaanib shamme mehfil ek jaanib shamme mehfil ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil ek jaanib shamme mehfil ho ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil ek soo ek shola charaago ki anjuman mein ek soo rang e jalwaa kisi butt ke baankpan mein ek shola ek jalwa aur inmein ek deewana ek jaanib shamme mehfil hooo ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil uski kya hai manzil nahin itna bekhabar bhi aayaa dilbaron mein to hai kaafi ek nazar bhi inn nazron ko yaaro kya jaanun main anjaana ek jaanib shamme mehfil ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm aaaa haaaaaa lara la lala laaaa laaa lala laaaa lala kya kya rang nikle haseenon ki saadgi se hoooo ooooo ooooo itni hai shikaayat ke milte hain ajnabi se jo aisa beparwaa kya usse dil
ooo ooo ooo ek jhonka pawan ka aaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya chhai aisi bahaar hua mann bekaraar is mausam ne chain churaaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya is rut ne khabar wo sunaayi is rut ne khabar wo sunaayi aap apne se main sharmaayi mere saajan ka pyaar mere manwa ke dwaar koi aisa sandesa laaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya chhai aisi bahaar hua mann bekaraar is mausam ne chain churaaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya meri duniya thi jis bin adhuri meri duniya thi jis bin adhuri ab hogi tamanna wo poori mere mann mein thi aas mere honthon pe pyaas pyase aangan pe baadal chaaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya chhai aisi bahaar hua mann bekaraar is mausam ne chain churaaya ek jhonka pawan ka aaya aise aanchal mera lehraaya
ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam sehte jaayenge sitam raaz ye tere siwaa aur koi jaan naa le mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar li naa kuchh dil ki khabar bujh naa jaaye ye diya yun ke jalaaye naa jale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale
ek jurm karke humne ek jurm karke humne chaha tha muskurana chaha tha muskurana chaha tha muskurana marne na de mohabbat marne na de mohabbat jeene na de zamaana jeene na de zamaana hum betaalluqi ki rasmein nibah denge rasmein nibah denge hum betaalluqi ki rasmein nibah denge par tum na yaad karna par tum na yaad karna par tum na yaad aana par tum na yaad aana ye soch kar bujha di khud shamma aarzu ki ye soch kar bujha di khud shamma aarzu ki shayad ho roshni mein shayad ho roshni mein mushkil nazar milana mushkil nazar milana jab ashq pee liye hain jab honth si liye hain jab honth si liye hain jab ashq pee liye hain jab honth si liye hain tab puchhti hai duniya tab puchhti hai duniya mujhse mera fasaana mujhse mera fasaana ek jurm karke humne ek jurm karke humne chaha tha muskurana chaha tha muskurana chaha tha muskurana marne na de mohabbat marne na de mohabbat jeene na de zamaana jeene na de zamaana
hmmm ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi hmmmm ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi dil ki kali khili thi dil ki kali khili thi jab wo mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ghar mein use hum apni dulhan banaa ke laaye baahon ki doli mein hum us ko bithaa ke laaye jab raat ho gayi to armaanon ko jagaaya yaani ke apni bigdi taqdeer ko banaaya naaraaz kaise hoti naaraaz kaise hoti wo so rahi thi haaye ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi phoolon ki chaandni pe hamne usse sulaaya phir pyaar vyaar kar ke seene se bhi lagaaya aage naa hum se poochho us raat hum kahaan the dil dil se mil rahe the do jism ek jaan the maare sharam ke shamma maare sharam ke shamma gul ho gayi thi haaye ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi dil ki kali khili thi dil ki kali khili thi
hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm dil hi dil mein jali jaati hai bigdi bigdi chali aati hai dil hi dil mein jali jaati hai bigdi bigdi chali aati hai jhunjhlaati huyi bal khaati huyi saawan ki sooni raat mein mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm dag mag dag mag lahki lahki bhooli bhatki behki behki dag mag dag mag lahki lahki bhooli bhatki behki behki machli machli ghar se nikli pagli si kaali raat mein mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat
ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya woh tumhi ho o naazani woh tumhi ho o mehjabi ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya woh tumhi ho o naazani woh tumhi ho o mehjabi ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya oye hoye ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya har ada jhumati qaayamat hai khubasurat bala hai aafat hai paas reh kar bhi door rehati ho dil kuchalna puraani aadat hai paas reh kar bhi door rehati ho dil kuchalna puraani aadat hai ek ladki hai ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya woh tumhi ho o naazani woh tumhi ho o mehjabi ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya oye hoye ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya khud to aankhon se katl karti ho apna ilzaam hum pe dharti ho saari duniya ko maar daala hai baat puchho to bas mukarti ho saari duniya ko maar daala hai baat puchho to bas mukarti ho ek ladki hai ek ladki
hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise khilta gulaab jaise shaayar ka khwaab jaise ujli kiran jaise ban mein hiran jaise chaandni raat jaise narmi ki baat jaise mandir mein ho ek jalta diyaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise subahon ka roop jaise sardi ki dhoop jaise beena ki taan jaise rangon ki jaan jaise balkhaaye bel jaise lehron ka khel jaise khushboo liye aaye thandi hawaaaaaaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise naachta mor jaise resham ki dor jaise pariyon ka raag jaise sandal ki aag jaise sola singaar jaise ras ki phuhaar jaise aahista aahista badhta nashaaaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek Ladki Ko Dekha Toh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Dukhiyari Kahe Ram Teri Ganga Maili (1985) 05:56 32505
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mandakini
Duration : 05:56   Song Number : 32505   

Ek Ek Do Do Mawaali (1983) 05:07 37439
 
Poster of Mawaali (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 05:07   Song Number : 37439   

Ek Gagan Ka Raaja Darpan (1970) 06:17 13024
 
Poster of Darpan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 06:17   Song Number : 13024   

Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:30 20437
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:30   Song Number : 20437   

Ek Hans Ka Joda Lajwanti (1958) 05:28 32972
 
Poster of Lajwanti (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nargis
Duration : 05:28   Song Number : 32972   

Ek Haseen Nigaah Ka Maya Memsaab (1993) 05:10 37310
 
Poster of Maya Memsaab (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Deepa Sahi
Duration : 05:10   Song Number : 37310   

Ek Haseen Shaam Ko Dil Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:47 20438
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 20438   

Ek Haseena Deewana Kar Gayi Kabhie Ajnabi The (1985) 06:29 39981
 
Poster of Kabhie Ajnabi The (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
Duration : 06:29   Song Number : 39981   

Ek Hasrat Thi Ke Aanchal Ka Zindagi Aur Toofan (1975) 06:14 16338
 
Poster of Zindagi Aur Toofan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Tyagi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 06:14   Song Number : 16338   

Ek Hi Rishta Maa Ka Rishta (1954) 03:31 38869
 
Poster of Rishta (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Pt Phani
Music Director- 
Datta Korgaonkar
Singer- 
Mubarak Begam
Duration : 03:31   Song Number : 38869   

Ek Ho Gaye Hum Aur Tum Bombay (1995) 05:06 17902
 
Poster of Bombay (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Arvind Swamy
Duration : 05:06   Song Number : 17902   

Ek Janib Shamme Mehfil Abhilasha (1968) 04:32 12617
 
Poster of Abhilasha (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay, Kashi Nath
Duration : 04:32   Song Number : 12617   

Ek Jhonka Pawan Ka Aaya Tamanna (1969) 03:32 17642
 
Poster of Tamanna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:32   Song Number : 17642   

Ek Jhooti Si Tasalli Shisham (1952) 03:01 14251
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:01   Song Number : 14251   

Ek Jurm Karke Hamne Shama (1961) 03:59 37541
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 03:59   Song Number : 37541   

Ek Khoobsurat Ladki Shaadi Se Pehle (1980) 03:39 36904
 
Poster of Shaadi Se Pehle (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Praveen Sood, Shehnaaz
Duration : 03:39   Song Number : 36904   

Ek Ladki Bheegi Bhaagi Si Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 04:02 20440
 
Poster of Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:02   Song Number : 20440   

Ek Ladki Hain Gumnaam (1965) 04:39 19219
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 19219   

Ek Ladki Ko Dekha To 1942 A Love Story (1993) 04:39 20442
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration : 04:39   Song Number : 20442   

Ek Ladki Ko Dekha Toh Ek Ladki Ko Dekha Toh Aisa Laga (2019) 02:34 40312
 
Poster of Ek Ladki Ko Dekha Toh Aisa Laga (2019)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2019
Lyricist
Gurpreet Saini
Music Director- 
Rochak Kohli
On Screen Actors- 
Rajkumar Rao, Sonam Kapoor
Duration : 02:34   Song Number : 40312